Kuchh chuninda shayari

1. Lavj aur libaj ki tarah aajkal log hume aur tumhe badalte hain,
Vo pasand tha kal koi aur aa gya haar ji tarah gale ke badalte hain,
Aur isi ka naam Mohabbat karke Mohabbat Ko sarminda kar diya sabne,
Ab majboor hai mohabbat aajkal vo bhi vaisa karti hai jaisa log karte hain.

2. Log dubkiyan lagate hain gangajal me kahte hain dil ka pap shaf hota,
Kaise sab to tan dhote hain dil ko kaun dhota hai,
Vo masuka jise tum behad chahte ho bas kahne ko tumse pyaar karti hai aajkal,
Haqiqut to ye hai ki uska chakkar kahin aur chal rha hota hai.

3.vo pahle wala kuchh pal yad karke hairan hu,
Aaisa kya na kar ska mai ki mil na saki mujhe tu, 
Aaj phir se apni galinyon me dekha to dil joron se jid kar baitha hai,
Kuchh bhi kar use hansil kar varna mat ji mar ja tu.

4. Kas vo yhi jajbat samajh paate,
Vhi pahle jaise mulakat ke din fir se aate,
    Uske har Arman pure kruga vo mile to mujhe fir se,
    Koi bta de jake abhi bhi use hain kitna chahte.

5. Ab dil ye mera pyar ke liye serious

aur sakht ho gya hai,
Mere chahane wale ab kahte hain ki banda kambkhat ho gya hai,
Inhe ab koi btaye kaun bar bar dil todvana chahega apna,
Jab wo janta ho ki ab matlabi duniya aur matlab ka har waqt ho gya hai.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.